Shayad Lyrics | Love Aaj Kal Arijit Singh
Shayad Lyrics | Love Aaj Kal Arijit Singh : Shayad (Shayad Lyrics | Love Aaj Kal Arijit Singh) is one of the most loveable song from the movie " Love Aaj Kal " . Shayad (Shayad Lyrics | Love Aaj Kal Arijit Singh) is sung by Arijit Singh . The lyrics of this song is given by Irshad Kamil and the music composed by Pritam.
Song Name Shayad
Starring Kartik Aaryan & Sara Ali Khan
Singer Arijit Singh
Lyrics Irshad Kamil
Composer Pritam
Movie Love Aaj kal
Released 2020
Shayad Lyrics | Love Aaj Kal Arijit Singh
Shayad kabhi na keh sakoon main tumko
Kahe bina samajh lo tum shayad
Shayad mere khayal mein tum ek din
Milo mujhe kahin pe gum shayad
Jo tum na ho rahenge hum nahi
Jo tum na ho rahenge hum nahi
Na chahiye kuch tumse zyada, tumse kam nahi
Jo tum na ho toh hum bhi hum nahi
Jo tum na ho toh hum bhi hum nahi
Na chahiye kuch tumse zyada, tumse kam nahi
Aankhon ko khaab dena
khud hi sawal karke khud
hi jawab dena teri taraf se
Bin kaam kaam karna
jaana kahin ho chaahe , har
baar hi guzarna teri taraf se
Yeh koshishein toh hongi kam nahi
Yeh koshishein toh hongi kam nahi
Na chahiye kuch tumse zyada, tumse kam nahi
Jo tum na ho rahenge hum nahi
Jo tum na ho rahenge hum nahi
Na chahiye kuch tumse zyada, tumse kam nahi
Jo tum na ho
Jo tum na ho
Jo tum na ho



Comments
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.