Mere Liye Tum Kaafi Ho Lyrics | Shubh Mangal Zyada Saavdhan
Mere Liye Tum Kaafi Ho Lyrics | Shubh Mangal Zyada Saavdhan: Mere Liye Tum Kaafi Ho ( Mere Liye Tum Kaafi Ho Lyrics | Shubh Mangal Zyada Saavdhan ) is the song from the hindi movie "Shubh Mangal Zyada Saavdhan". Mere Liye Tum Kaafi Ho ( Mere Liye Tum Kaafi Ho Lyrics | Shubh Mangal Zyada Saavdhan ) is sung by Ayushman Khurana. The Lyrics for this song is written by Vayu and Music performed and arranged by Tanishk Bagchi.
Mere Liye Tum Kaafi Ho Lyrics | Shubh Mangal Zyada Saavdhan
Song Name: Mere Liye Tum Kaafi Ho
Singer: Ayushman Khurana
Music: Tanishk Bagchi
Lyrics: Vayu
Album: Shubh Managal Zyada Saavdhan
Released: 2020
Mere Liye Tum Kaafi Ho Lyrics | Shubh Mangal Zyada Saavdhan
Teri-meri aise jud gayi kahaani
Ki jud jata jaise do nadiyon ka pani
Mujhe aage tere saath behna hai
Jaana tumhein to hai ye baat jaani
Ki ai zindagi kaise banti suhaani
Mujhe har pal tere saath rahna hai
Tum kuch adhure se hum bhi kuch aadhe
Aadha-aadha hum jo dodon mila den
To ban jaegee apne ek zindgani
Ye duniyaan
Mile-na- mile hum ko
Khushiyaan bhagha denge har gam ko
Tum saath ho phir kya baaki ho
Mere liye tum kaafi ho
Mere liye tum kaafi ho
Mere liye tum kaafi ho
Ek aasmaan ke hain hum do sitaare
Ki takraate hain tutte hain bechare
Mujhe tumshe par yeh kehna hai
Chakke jo do saath chalte hain thode
To ghisne ragadne mein chilte hain thode
Par yun hi to katate hain kachche kinare
Yeh dil jo dhala teri aadat mein
Shaamil kiya hain ibaadat mein
Thode khuda se bhi maafi ho
Mere liye tum kaafi ho
Mere liye tum kaafi ho
Mere liye tum kaafi ho
Mere liye tum kaafi ho



Comments
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.